Daraulum Saiyedna

Bagdade Mukaddas Se Bahukm Risalat Hindustan Ane Wale Sabse Pehle Quadri Bagdadi Bujurg 

Hozor Qutbul Aktab Fadrul afrad Saiyeddus Sadat Karim Tarfen Nayebe Gousul Saklen Sarkar Saiyedul Hind Al-Hasni Wal Hussain Hazrat Saiyedna Sheikh Saiyed Mohammad Quadri Bagdadi Amjhari Razi Allah Tala Anu
Se Mansoob  Hindustan Ka Ajem Jusshan Daraulum
Daraulum Saiyedna
Astana Alia Quadria Amjhar Sharif
Aurangabad Bihar
سرکارسیدالہندحضورسیدنا پاک رضی اللہ عنہ کے لقب پاک سے منسوب
"دارالعلوم سیدنا"
آستانہ عالیہ قادریہ امجھرشریف
Daraulum Saiyedna
Astana Alia Quadria Amjhar Sharif
Sarzamen Amjhar Sharif Jila Aurangabad Bihar kisi Taruf Ki Muhtaz Nahi Hai Ase Majhabi,Rohani,Almi,Adbi aur Tarikhi Haisiyat se Jo Imteyazi Mukam Hasil Hai woh Bakhabar Halkun Se Munfi Nahi Hai.
                  Yeh Sarzamen Auliya Kiram wa Sufi Aezam Ki Amaja gah Hai.Ais Sarzamen Me Bagdade Mukaddas Se Bahukm Risalat Hindustan Ane Wale Sabse Pehle Quadri Bagdadi Bujurg Hozor Qutbul Aktab Fadrul afrad Saiyeddus Sadat Karim Tarfen Nayebe Gousul Saklen Sarkar Saiyedul Hind Al-Hasni Wal Hussain Hazrat Saiyedna Sheikh Saiyed Mohammad Quadri Bagdadi Amjhari Razi Allah Tala Anu Asuda Farma Hain.
            Daraulum Saiyedna Hozor Saiyedul Hind Se Mansoob Azim Shaan Dini Darsagha ilmi ea Majhabi Tahrek Hai.Jiski Bunyad Is Daraulum Ke Bani Aur Sarbarah Ala Aulade Sarkar Gouse Azam  Tajdare Masnade Quadriyat Warese Panjatena Pak Sheikh Tarikat Shazade Hozor Saiyedul Hind Qayede Ahle-Sunnat Sarkar Hozor Imam-A-Millat Hazrat Allama Mufti Alhaj Saiyed Shah Asghar Imam Quadri Bagdadi Amjhari Damat Barkata Hum Alia Ke Hatun Aur Mahsher Ulma,Mashhek Ke Mujudge Me 28 Zilhiz 1417 Hizri Mutabik 17 May 1996 Baruz Juma Rakh Khi Gayi.25 Zekada 1417 Hizri Mutabik 14 April 1997 Jiska Iftata Kiya gaya.

          Daraulum Saiyedna Ne Hozor Saiyedna pak ke Faizan Aap Ke Tawon Se Aur Bujurgon Ki barkat se Mukhtasar Muddat Kiyam Me Hairat angez tarakki Ki Hai.Mukami Talba ke Alawa Kaser Berone Talba bhi daraulum Haza me zere Talim Hain.
             25 Room,1 Nahayat Dilkash Tanki,Washi Hall Per Aur Aik Antahi Kubsurat Buland Gate Per Mushtamil 130 feet lambi and 27 feet chori Azim Shaan 3 Manzil Mukammal Hochoki Hai.Fil waqt Daraulum Saiyedna Amjhar Sharif .Lehaza In Kamo Me Hissa Lekar Azre khuda wandi Ke Hakdaar Hon.
A Beautiful View Of Gate Daraulum Saiyedna
دارالعلوم سیدنا کے بلند دروازے ایک دلکش منظر
Gate Of Daraulum Saiyedna Beside Jama Masjid Saiyedna
Astana Alia Quadria Amjhar Sharif

ترسیل کا پتہ
مہتمم دارالعلوم سیدنا 
آستانہ عالیہ قادریہ امجھرشریف
Tasel Zar Ka Pata
Mohtamim
Daraulum Saiyedna
Astana Alia Quadria
 Post Haspura Dist:Aurangabad Bihar India
E-Mail id:sarkarsaiyednapak@gmail.com

 Sarkar Hozor Imam-A-Millat Ke Pegam Alhe Sunnat Ke Naam
سرکارحضورامام ملت کا پیغام عوام اہلسنّت کے نام


Founder and Cheif Daraulum بانی و سربراہ اعلیٰ دارالعلوم 
Sarkar Hozor Imam-A-Millat   سرکار حضورامام ملت  
Mob:+919415696955
E-mail:sarkarsaiyednapak@gmail.com

Muhtamim and Principal   مہتمم و پرنسپل
Daraulum Saiyedna Amjhar Sharif   دارالعلوم سیدنا امجھرشریف 
Hazrat Mulana Hafiz Qari Yunus Quadri   حضرت مولانا حافظ قاری یونس قادری
Mob:+919934782983,+919472114564